Search This Blog

Monday, November 29, 2010





" AZEEZ BURNI "

Azeez Burni sahab  hamare mubarakpur men pahely baar ( 28/11/2010 ) ko tashreef lai,
aur unhon ne sabhi talba aur talibat ko apne paak lafzon se mukhatib kiya, aur unhon ne saari awam ka dil jeet kar khud aur awam ko khushi mehsus karne ka mauqa diya.
ham  sabhi talba talibat "Aziz Burni" ke shukre guzar hain ki unhon ne hamari sarzami
par apne nek qadam rakh kar sona kar diya .